August 04, 2017

shaakh-e-waqt

Waqt ki shaakh se woh lamhaa chura liya,
Lo aaj fir unki yaad se iss dil ko behla liya,
socha tha nahi karenge yeh gustakhi dobara,
par khaamkhaa yeh bojh dil pe humne bura liya !

uns

Dilo-darakht pe uns ke ghaav nazar aate hain,
Chaliye 'aks' apne mizaaj ko apna raqeeb banaate hain !!